Thursday, April 22, 2010

बाज़ार ...

Jismo ki bheed hai saari ..
Khwahishon ki daur hai …

Ek kinare se doosare kinare tak ka fasla ….
kisi apne ke chehre par paon rakh kar tey karma padta hai…
Bazaar ke is aur sajo saamaan ki dukaane hain ,
To us aur jism aur imaan ki..
Fark kuch khash nahi sirf hindu musalmaan ka hai ..
Hindu ho to chaar aane , gar musalmaan to ek aadh aana kam de dena…

No comments:

Post a Comment